More Hindi Stories  Posts
Mein apne Zindagi Ka Raja


Mein apne Zindagi Ka Raja
Yeh Kahani ek kalpanik he iss kahani ka sachai se dur dur tak koi lena dena nahi…. Kahani bohot lambi he par achi bhi he..
Mera Naam Ayaaz Khan…Commerce Me mene Degree Ki.. Me College Se he Ek Bhooka Sher Raha Hu..Humesha Hawas Me Dooba Rehta Tha…Kabhi Classmate kabhi Teacher Kabhi Bahar Ki ladki Kabhi Paas Wali Auntiya SabKa Mene Shikaar Kiya He…Hala Ki Me Dil Ka Bohot He Saaf Hu Bas Hawas Ka Maara Hu…Lekin Aurat Ki Marzi Ke khilaaf Mene Kabhi Kuch Nahi Kiya…Aur Mera Bas Yahi Haal Tha Ki Me Pyar Me nahi Balki Hawas Me Vishwaas Rakhta Tha…Mere Isi Hawas Ke Wajah Se Me Padhayi Me utna Acha Nahi reh Paya..To Mere Degree Me Sirf 50% Aaye aur mere dosto ko naukri mil gayi thi bas mujhe nahi mili…Mere Life me goals bhi kuch tha nahi…To Mere Papa ne mujhe pucha ki aakhir me karna kya Chahta Hu…To Mene Muh utha Ke bol diya Ki business Karna chahta hu…Mene Kaha Kab tak hum apni distributing Agency Chalate Rahenge mera khayal he ki hum ek factory khole Jaha Cake, Bread Biscuits Tayyar Ki Jayengi…Papa Bhi ek Business Chalate the to ek do din me wo bhi samajh gaye ki haa kholna to Chahiye to unhone apna pesa aur bank se loan lekar factory kholne ki tayari shuru ki.. Humari factory ko khulne me ek saal lag gaya.. Shuruat me mere papa aur me dono kaam Samhalte the waha kaa Aur me unse sara kaam sikhta rehta jaise ki bussiness ke tarike investment ke tarike aur kafi kuch… karib 2 mahine me Mein Business Akela sambhal leta asa nahi ki humne apni agency bech de agency bhi chalti thi aur wo mere papa sambhalte the. Humare bakery items rajya(state) ke har kono me beche jaa rahe the. To mene ek tarkeeb lagayi jyada profit kamane ke liye ki baki rajyo(states) me bhi bikni chahiye to mene paas ke ek do raajyo ke ek do sheher me mene iski deal ki aur deal fix bhi ho gayi aur mene socha ki humare items bus ki diki me rakh ke unn shehro me pohanchaya jaaye taaki tax naa lage ghabrane ki koi baat nahi thi hamari bakery items fully packed aur saaf hoti thi aur asa he kiya aur asa chalte chalte humne apna loan ki bharpayi do mahino me puri kardi aur paisa he paisa aata rehta deals aur aage badh gayi ek shehar se dusra sheher dusre se tesra sheher…Bussiness to acha chal raha tha aur mene apna huwas bhi nahi choda sheher me auntiya aur mere factory me kuch kaam wali thi unko pataya hua tha aur unka shikaar kiya tha…Yeh mere liye kaafi nahi thi me apne business aur aage badhane ka soch raha tha lekin iss baar bakery waala nahi iss baar cold drink ki factory ka plan tha.. aur kaam karte karte ek din cold drink ki factory bhi khul gayi ab usko bhi aage badhana tha ki dusre raajyo me bike..lekin yeh itna aasaan nahi tha cold drinks to wahi chalti he jiska advertise dekhaya jaaye aur jo jyada famous ho..Lekin mere paas iski bhi tarkeeb thi to mene agency waale ko samjhaya tha ki jo famous cold drinks he wo shehero me jyada chalti he lekin humari cold drink gaao me bechne ke liye he.. gaao me famous cold drink bhijwaana band kardo aur humari cold drink bhijwaao aur kyu ki humaari cold drinks ke daam thode kam he to aapka bhi fayeda bohot hoga..to yeh plan se Meri cold drink ki factory bhi tezi ki raftaar se badh gaya.. Meri zindagi ka maksad he yeh bann gaya tha ki apni chalani ho to dusro ko chup karwana he padta he…Mahine gujarte gaye aur dekhte he dekhte mene tesri factory bhi kholdi jo ki ladies were ki thi.. Mene Iss factory ke products ka socha tha ki me isko agency me nahi dunga balki iske stocks me har dukano me kud dene jaunga.. Iske liye mujhe bohot papad belne pade aur khaane bhi pade…Kuch dukaano ki maalkino ka shikaar karke apni baat bhi manwaani padti thi..To asa Karte karte Me kaale dhan ka raja banta gaya Paiso Ka raja Ladkiyo aur aurato ka raaja bhi me he thaa..Ab me apni zindagi ka raja bann gaya tha..Lekin itne se mera pet kaha bharta..Me ek paas wale raajya punjab ke amritsar sheher me ladies wear ki deal karne jaa raha tha waha ki ek he badi dealer the wo Mehra industry..Aur wo industry Miss Mehra Chalati thi Mr mehra aur miss mehra ka divorce ho chuka tha..Aur Mr Mehra ko apni wife ke liye unki ek industry chodni padi Meri unse Yeh deal thi ki me unko apna maal becha karunga aur uske badle me mujhe paise chahiye aur baaki naam sirf unka ho..isse wo apna labour kam kar sakti he apna production kam kar sakti he aur kaam bhi kam kar sakti he..deal kuch asi thi ki profit unka bhi tha aur mera bhi…Iss deal ko final karne ke liye mujhe unhe patana pada.. Miss Mehra kuch 36 age ki thi me unke ghar gaya tha yeh deal lekar To unka unke ghar ka darwaja ek ladki ne khola To mene pucha miss mehra he kya?
Ladki : haa he andar aa jayo..
Me thodi der ke liye uss ladki ke aankho me doob gaya tha..usne mujhe andar bithaya aur ko kaha ki mummy naha rahi he aap tab tak yaha beth jaaoo …aur usne mujhe paani pucha to mene haa kaha..Thodi der baad wo paani lekar aayi
Me:(paani peete peete)Jii aapka naam kya h..
Ladki:Jii simran..
Me:waah Bada pyara naam he..aap log punjabi ho naa..
Ladki: Ji haa..Wese aapko mummy se kya kaam
Me: aapki mummy ke liye me ek deal laya hu business kaa..
ladki :Wese mujhe utni samajh nahi busness ki warna me he deal sunn leti..
Me: Ohh..lekin aapki mummy to kaafi time le rahi he nahane me..
ladki : bas aati hongi..Wese kyu Aapko mujhse baat karne me acha nahi lag raha(romantic mood me usne kaha).
Me: asi koi baat nahi aap to...

...

Access our app on your mobile device for a better experience!



Uploaded By:Cute Love Story
Uploaded By:Hindi Love Story
Uploaded By:Indian Love Story
Uploaded By:Punjabi Love Story
Uploaded By:Urdu Love Story

Related Posts

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

15 Comments on “Mein apne Zindagi Ka Raja”

  • Hi rohan how you

  • Hi rohan hi all aap sab kitne baje online aate ho

  • 9415915441

    • ๐Ÿ๐ŸŒทArmaan๐ŸŒท๐Ÿ

      What the hell are you taking about

  • it’s true story kya?

    khair badi upss n down story hai…but aapne jo Kuch bhi apni life me kia uski sza bhi Apko mill gyi…simran chord k chali gyi…esse bada sbak tumhare liye kya hoga
    jo Jesa krta hai wo vese bharta haiโ˜บ

  • ๐Ÿ๐ŸŒทArmaan๐ŸŒท๐Ÿ

    Sorry dude but…
    This is fake story๐Ÿ“– 100%

Punjabi Graphics

Indian Festivals

Love Stories

Text Generators

Hindi Graphics

English Graphics

Religious

Seasons

Sports

Send Wishes (Punjabi)

Send Wishes (Hindi)

Send Wishes (English)